Tags
aatish-e-dozakh, Dozakhi, Fikr-e-dozakh, Imtiaz Ali, Irshad Kamil, khauf-e-dozakh, Mohit Chauhan, Ranbir Kapoor, Rockstar, zokr-e-dozakh
In simple terms, the Persian lafz dozakh means hell. Similar to the Arabic word Jahannum which also means hell. Metaphorically this is also a place of torment one believes they are in when separated from their lover.
Hence,
Dozakhi means hellish
Dozakh-e-ehsaas – hell of emotions
Fikr-e-dozakh – hellish worry
Zikr-e-dozakh – mention of hell
Khauf-e-dozakh – fear of hell
Aatish-e-dozakh – fire of hell
Here is a song from the Imtiaz Ali directed film, Rockstar starring Ranbir Kapoor. The song has been sung by Mohit Chauhan with lyrics by Irshaad Kamil.
Chakri si pairo mein..Pahiya pahiya aiya aiya oho
Aasmaan sarpat ghuma oh oh..
Kahiye sunaaiye..Hum ne toh oh oh
Raani ghoome ghoome, Gore gore pairo se
Chik chik chik chik jara
Rani phir nau do gyaraah, Raatein ko ghiske aadi
Ik din mein joote baarah, Raja ka chadh gaya pyara
Khabri ko paas pukara, Ye kya hai maajra..dekho..
Oh..
Jaati kahaan..hai woh
Khabri ne peechha..kiya
Rani ko ghar se
Raatoon ko dozakh mein
Jaate dekha
Hava Hava..Hava Hava..Hava Hava..
Oh ho
Shole behke…Oh ho
Rani behke…Oh ho
Naach Rangeele…Oh ho
Sab zehreele…Oh ho
Khabri chakraaya…Oh ho
Ulte paanv…Oh ho
Ruk gaya..Toh batlaaya usne…Hawa hawa
Rani Hawa…Hava hava
Nachi re magan, Chhoda mahiya sipahiya
Oh ho..Jo naache dhaaian dhaaian
Ruke na phir…Paanv paanv paanv…Hawa hawa
Dheema haya…Hawa hawa
Ruke na phir…Paanv paanv paanv
Raja jhallaya, Yun rozana
Barah jooton ko ghise Rani
Kissa hai ye aisa oh..
Hawa hawa…Hawa hawa
Paanv ruke na…Kisi ke roke
Ye toh chalenge…Nach lenge
Yahaan wahaan yaara…Masti mein..
Chidh kar gusse…Mein bola Raja
O Rani!
Kyun phhatki meri pochi
O naak katayi, waat lagayi, Tune talwaayi
Meri izzat ki bhajiyaan (Hai maa)
Aaj se tera…Band bahar jaana
Yeh sunkar…Rani muskayi
Boli …
Soney ki deewarein
Mujhe khushi naa, yeh de paayein
Ae..
Aazadi de de mujhe, Mere Khuda….!
Le le tu daulat, Aur kar de riha
Hawa Hawa…Hawa Hawa…Hawa Hawa
Zara machal ke, Roz khul ke
Joh na kiya tha, Kiya gande mande bando mein
Thi malang woh, Apne rang Ghoome phire
Jhoome naache, Woh gore se paanv paanv paanv
Pa pa paa paanv paanv..
Hawa Hawa..Oh Rani Hawa
Paanv ruke na, Kisi ke roke toke oke
Ye toh chalenge…Nach lenge
Yahaan wahaan..Jahaan tahaan..Kahaan kahaan
Chiki chiki chiki chiki tara, Chiki tara
Hawa Hawa…Hawa Hawa…Hawa Hawa…..
Below is a link to the song from the movie, with an English translation in the subtitles:
Never realised how bewitching these lyrics are. Thanks for sharing.
Gosh! Just googled Dozakh in a different context and here I find it again demystifying the lyrics of my favorite song! Thanks a million :)